Ghar se nikal kar apne tere aastan tak puhanchon
Gman ke rangon mai had-e gman tak puhanchon
Phir unhi mosmo ke darmyan chalte chalte
Baharon se nikalte hoye khazan tak puhanchon
Raat tu baqi hai abi jane ka faisal na kro
Teri aankhon se mai ishq ki dastan tak puhanchon
Kai sadyon se musafat ko smeta hai mai ne
Tu hi bta de ab mai aur khan tak puhanchon
Tuje aangan mai sitaron ki tarah sjane ke liye
Zmeen pe rang sjaon aur asamn tak pohchon
from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KGlltP