Friday, 31 August 2018

Ye Tu Wo Dukh Hain Jo Bataye Hum Ne

,
Ye Tu Wo Dukh Hain Jo Bataye Hum Ne

Ye tu wo dukh hain jo bataye hum ne
Ab wo soocho jo chupaye hoon gay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2NAAQpp

Meray Bus Main Agar Hota

,
Meray Bus Main Agar Hota

Meray bus main agar hota, hata ker chaand taroon ko
Main saray aasman per bus tera naam likh daita


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2wrZVwi

Wahan Se Bigree Hay Zindagi Meri

,
Wahan Se Bigree Hay Zindagi Meri

Wahan se bigree hay zindagi meri
Saath tu ne jahan se chora tha


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2NBAsXN

Jub Bhi Daikhta Hoon Muskrate Howe Loog

,
Jub Bhi Daikhta Hoon Muskrate Howe Loog

Jub bhi daikhta hoon muskrate howe loog
Mujhay apni muskurahat bohat yaad ati hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2PT88l1

Thursday, 30 August 2018

,
Tum thay tum ho aur tum he rahogay

Tum thay tum ho aur tum he rahogay
Kuch is tarah ke alfaaz thay uske


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2N4tNIv
,
Aur meri muhabbat tu itni be asar hay ke

Aur meri muhabbat tu itni be asar hay ke
Usey mehsoos tuk nahi hoti


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2on5nMh
,
Khud pukare gi munzil tu thehar jaon ga

Khud pukare gi munzil tu thehar jaon ga
Warna khuddaar musafir hoon guzr jaon ga


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2oolCJ7

Itna Tu Kisi Ne Chaha Bhi Na Hoga

,
Itna Tu Kisi Ne Chaha Bhi Na Hoga

Itna tu kisi ne chaha bhi na hoga
Jitna main ne sirf soocha hay tujhey


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Nv8TiF

Tuesday, 28 August 2018

Usay Kehna Mujhay Uske Bina Rehna Nahi Ata

,
Usay Kehna Mujhay Uske Bina Rehna Nahi Ata

Usay kehna mujhay uske bina rehna nahi ata
Bohat kuch dil main aata hay mugar kehna nahi ata


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2BT4epy

Waqt Ka Sutam Tu Daikhiye Hazoor

,

Waqt ka sutam tu daikhiye hazoor
Khud guzar giya hamain waheen chor ker


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2PJRdRS

Main Thuk Gye Hoon Ab

,
Main Thuk Gye Hoon Ab

Main thuk gye hoon ab
Hawa se kaho bujhade mujhay



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2PbjhMQ

Mustaqbil Se Khail Gye Jo Mery

,
Mustaqbil Se Khail Gye Jo Mery

Mustaqbil se khail gye jo mery
Suna hay haal unka bhi kharab hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2og64qP

Saturday, 25 August 2018

Nazar Udas Hai

,
Nazar Udas Hai

Nazar udas hai
Nazar hi aa jao



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2BKzkzk

Mar Jaye Woh Majburia

,
Mar Jaye Woh Majburia

Mar jaye woh majburia
Jin ki waja se tum juda howe


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2wbMBfl

Gunje Gi Tere Zahen Ke

,
Gunje Gi Tere Zahen Ke

Gunje gi tere zahen ke gunbad main raat din
Jis ko tu bhula na sake woh guftagu hon main



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2wnXXfn

Jane Kis Kis Per Pary Ho Gi Teri Nazar

,
Jane Kis Kis Per Pary Ho Gi Teri Nazar

Jane kis kis per pary ho gi teri nazar
Main ne chun chun ker tere sheher ke pather chume


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2PCJZPp

Thursday, 23 August 2018

Eid Tu Un Ki Howi Jin Ko Deedar

,
Eid Tu Un Ki Howi Jin Ko Deedar

Eid tu un ki howi jin ko deedar-e-yaar naseeb howa
Apni tu Eid bhi guzr gaye rah daikhte daikhte


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2PyvSKW

Eid Jub Bhi Ati Hay Milne Ka Imkan Rehta Hay

,
Eid Jub Bhi Ati Hay Milne Ka Imkan Rehta Hay

Eid jub bhi ati hay milne ka imkan rehta hay
Mil ke kiya kahain ge sooch ker dil peraishan rehta hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2OVw6uC

Eid Ke Khiyal Ne Khush Tu Kerdiya Hay Lakin

,
Eid Ke Khiyal Ne Khush Tu Kerdiya Hay Lakin

Eid ke khiyal ne khush tu kerdiya hay lakin
Ab bhi sooch ker tumhain dil bauhat udaas hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2BEUeQB

Ye Eid Tu Phir Se Laut Ayee

,
Ye Eid Tu Phir Se Laut Ayee

Ye Eid tu phir se laut ayee
Jo bichard gye, kub lotain gay?


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2wnZouc

Wednesday, 22 August 2018

Chalo Acha Howa Ab Ke Bhi Eid Tanha Guzre

,
Chalo Acha Howa Ab Ke Bhi Eid Tanha Guzre

Chalo acha howa ab ke bhi Eid tanha guzre
Galay mil ke bohat rootay agar jo tum aa jatey


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2OXzHsd

Apna Tu Kisi Toor Sy Kut Jaey Ga Ye Din

,
Apna Tu Kisi Toor Sy Kut Jaey Ga Ye Din

Apna tu kisi toor sy kut jaey ga ye din
Tum jis se milo aaj usay Eid Mubarik


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Pvomkb

Dastoor Hay Dunya Ka Magar Ye To Batao

,
Dastoor Hay Dunya Ka Magar Ye To Batao

Dastoor hay dunya ka magar ye to batao
Hus kis se milain kis ko kahain?
                                                      EID MUBARIK


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2PuBoys

Tujh Ko Meri Na Mujhay Teri Khabr Jaey Gi

,
Tujh ko meri na mujhay teri khabr jaey gi

Tujh ko meri na mujhay teri khabr jaey gi
Eid ab ky bhi dabe paoon guzr jaey gi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2LigSxr

Tuesday, 21 August 2018

Loog Takte Hi Rahay Aasmaanon Main

,
Loog Takte Hi Rahay Aasmaanon Main

Loog takte hi rahay aasmaanon main
Hum ne zulfoon main chand daikha hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2LeVyca

Kitni Mushkil Se Falak Per Nazar Aata Hay

,
Kitni Mushkil Se Falak Per Nazar Aata Hay

Kitni mushkil se falak per nazar aata hay
Eid ke chand ne bhi andaaz tumharay seekhay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2MH0Odu

Chand Eid Ka Dilkash Hay Maanta Hoon

,

Chand eid ka dilkash hay maanta hoon
Husn-e-janan se magar haar jay ga


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Bud9NI

Din Bher Khafa Thi Mujh Se Magar Chaand Raat Ko

,

Din bher khafa thi mujh se magar chaand raat ko
Mehandi se mera naam likha us ne haath per


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2N5vPF2

Monday, 20 August 2018

Kaanch Jaisay Hotay Hain Hum Jaisay

,
Kaanch Jaisay Hotay Hain Hum Jaisay

Kaanch jaisay hotay hain hum jaisay tanha logon ky dil
Kabhi toot jatay hain tu kabhi toord diyay jatay hain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2PmYZRr

Aisa Koi Tu Ayaa Hay Teri Zindagi Main

,
Aisa Koi Tu Ayaa Hay Teri Zindagi Main

Aisa koi tu ayaa hay teri zindagi main
Jo tujhey meri yaad ka mooqa bhi nahi daita



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Bux2o2

Bohaut Nafrat Thi Us Ko Be Wafaon Sy

,
Bohaut Nafrat Thi Us Ko Be Wafaon Sy

Bohaut nafrat thi us ko be wafaon sy
Na janay Khud se kaisay banti hogi uski


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2MsJkCk

Ab Na Jagain Ge Ratoon Ko Teri Yadoon Ky Saharay

,
Ab na jagain ge ratoon ko teri yadoon ky saharay

Ab na jagain ge ratoon ko teri yadoon ky saharay
Hum ny aadat ko badlna hay teri nazron ki tarah


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2N6MEiH

Sunday, 19 August 2018

Aik Bar Aur Daikh Ker Azaad Kerday Mujhay

,
Aik Bar Aur Daikh Ker Azaad Kerday Mujhay

Aik bar aur daikh ker azaad kerday mujhay
Main ab bhi teri pehli nazar ki qaid main hoon


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2N4zfrK

Yani Ye Khamooshi Bhi Kisi Kaam Ki Nahi

,
Yani Ye Khamooshi Bhi Kisi Kaam Ki Nahi

Yani ye khamooshi bhi kisi kaam ki nahi
Yani main biyan kerkay bataon, main udaas hoon


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2MGYvHC

Hum Se Nfrat Kerni Hay Tu Iraday Muzboot

,
Hum Se Nfrat Kerni Hay Tu Iraday Muzboot

Hum se nfrat kerni hay tu iraday muzboot rakhna
Zara si bhool howi tu phir se mohabbat ho jay gi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2BpNEND

Thursday, 16 August 2018

Youn Yad A Ker Sataya Na Karo Mujh Ko

,
Youn Yad A Ker Sataya Na Karo Mujh Ko

Youn yad a ker sataya na karo mujh ko
Ak yahi saza kafi hai ke pass nahi ho tum


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2MRpa1b

Na Thi Koi Bhi Ranjeshey

,
Na Thi Koi Bhi Ranjeshey

Na thi koi bhi ranjeshey sirf adato main tazad tha
Ke usy pasand thi shokhiya aur mujhy sadgi main kamal tha



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2vNnOOt

Mohabbat Main Us Apne Se Hara Hoon

,
Mohabbat Main Us Apne Se Hara Hoon

Mohabbat main us apne se hara hoon
Jo kahta tha ke main sirf tumhara hoon



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2MQw7PM

Kabhi Youn Bhi A Mere Rubaru

,
Kabhi Youn Bhi A Mere Rubaru

Kabhi youn bhi a mere rubaru
Tujhy pass pa ke main ro paru
Mujhy manzil-e- ishq pe ho yaqeen
Tujhy dharkano main suna karon
Kabhi sajalu tujh ko ankhon main
Kabhi choom loun tere hanton ko
Kabhi tere dil main basa karon
Kabhi youn bhi a mere rubaru
Tujhy pass pa ke main ro paru


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2nGLKOX

Wednesday, 15 August 2018

Qadam Qadam Pe Thoker Khana Partey Hai

,
Qadam Qadam Pe Thoker Khana Partey Hai

Qadam qadam pe thoker khana partey hai 
Kitna mushqel hai es dor main mukhlis hona



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2MO1vP7

Kitabo Main Parthey Woh Zindagi Aur Thi

,
Kitabo Main Parthey Woh Zindagi Aur Thi

Kitabo main parthy woh zindagi aur thi
Haqiqaton ne ruladia shazadi ko



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2ODPbBA

Kisi Ke Hasrate Mar Gai Hongi

,
Kisi Ke Hasrate Mar Gai Hongi

Kisi ke hasrate mar gai hongi
Bareshey be waja nahi hoten



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2vKtkRX

Poste Ker Ker Ke Thak Gya Hoon

,
Poste Ker Ker Ke Thak Gya Hoon

Poste ker ker ke thak gya hoon
Maajal hai jo kisi ka dil aya ho mujh pe


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2w2PBJO

Tuesday, 14 August 2018

Khuda Keray Meray Arz-E-Pak Per Utray

,
Khuda Keray Meray Arz-E-Pak Per Utray

Khuda keray meray arz-e-pak per utray
Wo fasal-e-gul jisay andesha-e-zawal na ho


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2MrIGnK

Bagair Us Ke Kahan Mumkin Thi

,
Bagair Us Ke Kahan Mumkin Thi

Bagair us ke kahan mumkin thi shanakht meri
Mera watan meray shajra-e-nasub jesa hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2vFczau

Taqaza Ker Raha Hay Ab Watan Ka Her Gali Koocha

,

Taqaza ker raha hay ab watan ka her gali koocha
Yahan jari her soorat Nizam-e-Mustafa kerdo


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2BajNbY

Hum To Mitt Jayin Ge Ae Arze Watan

,
Hum To Mitt Jayin Ge Ae Arze Watan

Hum to mitt jayin ge ae arze watan
Lakin tumko zinda rehna hay qiyamat ki sehar honey tuk


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2vHHyTl

Monday, 13 August 2018

Ruthey Gey Tum Se Istarha Ke Phir

,
Ruthey Gey Tum Se Istarha Ke Phir

ruthey gey tum se istarha ke phir
fateh ke siwa kuch bhi na parth sako gey



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2vMoQub

Kul Neab Ne Mujhy Talab Kiya Tha

,
Kul Neab Ne Mujhy Talab Kiya Tha

Kul neab ne mujhy talab kiya tha
Mere asaso main sirf tum niklaey


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2ModTZc
 

usa blog Copyright © 2011 | Template design by O Pregador | Powered by Blogger Templates