Saturday, 30 June 2018

Yaad thay, yaadgar thay hum to..

,

Aap apna ghubaar thay hum to,
Yaad thay, yaadgar thay hum to,

Pardagi hum se kyun rakha parda,
Tere hi pardadar thay hum to,

Waqt ki dhoop main tumhare liye,
Shajar-e-saya-daar thay hum to,

UrRe jaate hain dhool ke manind,
Aandhiyon par sawaar thay hum to,

Hum ne kyun khud pe aitbar kiya,
Sakht be-aitbar thay hum to,

Sharam hai apni baar baari ki,
Be-sabab baar baar thay hum to,

Kyun humen kar diya gaya majboor,
Khud hi be-ikhteyar thay hum to,

Tum ne kaise bhula diya hum ko,
Tum se hi mustaar thay hum to,

Khush na aya humen jiye jana,
Lamhe lamhe pe baar thay hum to,

Seh bhi lete hamare taanon ko,
Jan-e-man janisar thay hum to,

Khud ko dauran-e-hal main apne,
Be-tarah naagwar thay hum to,

Tum ne hum ko bhi kar diya barbar,
Nadir-e-rozgar thay hum to,

Hum ko yaaron ne yaad bhi na rakha,
Jaun yaaron ke yaar thay hum to..

The post Yaad thay, yaadgar thay hum to.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2Ko7Zaf

Tu Rah Ker Dekh Ley Us Urrtey Howe Parindy Ke Sath

,
Tu Rah Ker Dekh Ley Us Urrtey Howe Parindy Ke Sath

Tu rah ker dekh ley us urrtey howe parindy ke sath
Zameen per rahne walon ke kami ek din tujhy rulae gi zaroor



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Ku7gDA

Kuch Khas Nahi Bus Itne Se Mohabbat Hai Meri

,
Kuch Khas Nahi Bus Itne Se Mohabbat Hai Meri

Kuch khas nahi bus itne se mohabbat hai meri
Her raat ka akhri kheyal her subha ke pahli soch ho tum



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KjYHvH

Bohaut Achchi Lagti Hai

,
Bohaut Achchi Lagti Hai

Bohaut achchi  lagti hai meri shaiery  tum ko
Lagta hai tum bhi mohabbat main barbad howe ho


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Nd5lSz

Sujee Ankhain Nangae Paun

,
Sujee Ankhain Nangae Paun

Sujee ankhain nangae paun baal bikhrey hain
A dekh tere ishq main hum kaise bikhrey hain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2NaWUqA

Friday, 29 June 2018

Mujhay Maar Hi Na Dalay In Baadloon Ki Saazish

,
Mujhay Maar Hi Na Dalay In Baadloon Ki Saazish

Mujhay maar hi na dalay in baadloon ki saazish
Ye jub se baras rahay hain tum yaad a rahay ho


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2z4wJiH

Tez Barish Main Kharda Hoon

,
Tez Barish Main Kharda Hoon

Tez barish main kharda hoon, woh aik jumla sunnay ko
Arey idher aaoo, bheek jaoo gay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tOdlAA

Kul Raat Barasti Rahi Sawan Ki Ghata Bhi

,
Kul Raat Barasti Rahi Sawan Ki Ghata Bhi

Kul raat barasti rahi sawan ki ghata bhi
Aur hum bhi teri yaad main dil khool ke royee



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2N8KZcQ

Kaee Roog De Gyee Hay Naee Mosumon Ki Barish

,
Kaee Roog De Gyee Hay Naee Mosumon Ki Barish

Kaee roog de gyee hay naee mosumon ki barish
Mujhay yaad arahay hain, mujhay bhool janay waly


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KuauXP

Thursday, 28 June 2018

Tum Jo Hote To Baat Aur Thi

,
Tum Jo Hote To Baat Aur Thi

Tum jo hote to baat aur thi
Ab ki barish to sirf pani hai



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tMAZgH

Tumhari Yad Ki Barsat Jub Barasti Hai

,
Tumhari Yad Ki Barsat Jub Barasti Hai

Tumhari yad ki barsat jub barasti hai
Main toot jata hoon kachay se jhopray ki tarha



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tBKqjX

Tum Ponchti Thi Na Kitna Piyar Hai Tum Se

,
Tum Ponchti Thi Na Kitna Piyar Hai Tum Se

Tum ponchti thi na kitna piyar hai tum se 
Low ab gin low bondey barish ki



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2MwTQ7b

Rehne Do Ab Ke Tum Bhi Mujhy Parth Na Sakon Ge

,
Rehne Do Ab Ke Tum Bhi Mujhy Parth Na Sakon Ge

Rehne do ab ke tum bhi mujhy parth na sakon ge
Barsat main kagaz ke tarha bhig geya hoon main


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2lFbn1J

Wednesday, 27 June 2018

Koi Keh Dey Yeh Mohabbat

,
Koi Keh Dey Yeh Mohabbat

Koi keh dey yeh mohabbat ke kharidaron se
Piyar woh chez hai jo milti nahi bazaron se



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KnK5aB

Mangi Thi Hum Ney Khuda Se

,
Mangi Thi Hum Ney Khuda Se

Mangi thi hum ney khuda se mohabbat ki zindagi
Khuda ne tum se mila ke zindagi ko hi mohabbat bna dia



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2IwWZBp

Barbad Ker Deti Hai Mohabbat

,
Barbad Ker Deti Hai Mohabbat

Barbad ker deti hai mohabbat her mohabbat karne wale ko
Kunke ishq haar nahi manta aur dil baat nahi manta


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2IvqDa8

Youn Hi To Nahi Ishq Main Mast Howa Main

,
Youn Hi To Nahi Ishq Main Mast Howa Main

Youn hi to nahi ishq main mast howa main
Ek rooh meri rooh main tahleel howi hai



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tvXfwa

Tuesday, 26 June 2018

Aik Tum Aur Mohabbat Tumhari

,
Aik Tum Aur Mohabbat Tumhari

Ek tum aur mohabbat tumhari 
Bus in do lafzon main dunya hamari



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KoyIPX

Mhabbat Basa Ke Meri Ankhon Main

,
Mhabbat Basa Ke Meri Ankhon Main

Mohabbat basa ke meri ankhon main
Sans sans ka mujhy mohtaj kar dia



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KmInK4

Mujhy Kesay Yaqeen Aye Mohabbat Tum Bhi Karte Ho

,
Mujhy Kesay Yaqeen Aye Mohabbat Tum Bhi Karte Ho

Mujhy kesay yaqeen aye mohabbat tum bhi karte ho
Tumhay to jub bhi dekha hai khosh dekha hai



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2IrCcPW

Zulm To Yeh Hai Woh Meri Post Tak Nahi Parthti

,
Zulm To Yeh Hai Woh Meri Post Tak Nahi Parthti

Zulm to yeh hai woh meri post tak nahi parthti
Had to yeh hai ke dil nikah ki ummed lagaye betha hai


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Knn4Ic

Monday, 25 June 2018

Who Kahtey Hain Sog Manao Key Ab Hum Tumhare Nahi

,
Who Kahtey Hain Sog Manao Key Ab Hum Tumhare Nahi

Who kahtey hain sog manao key ab hum tumhare nahi
Unhay kiya maloom key ab hum bhi hamary nahi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tDja3u

Mohabbat Kay Jaal Main

,
Mohabbat Kay Jaal Main

Mohabbat kay jaal main phansa ker 
Pholoun sey mara gya mujhy



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KgpSqH

Youn Jalaty Ho Jaysay Sawab Milta Ho

,
Youn Jalaty Ho Jaysay Sawab Milta Ho

Youn jalaty ho jasay sawab milta ho
Dil hai mera kisi darbar ka chirag nahi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KjZI30

Tamanna Ser Bulandi Ki Hamey Bhi Tang Karti Hai

,
Tamanna Ser Bulandi Ki Hamey Bhi Tang Karti Hai

Tamanna ser bulandi ki hamey bhi tang karti hai
Mager hum dusroun ko rond kar ouncha nahi hotay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KpWLRX

Sunday, 24 June 2018

Yoon Kehnay Ko Hum Barday Khush Mizaaj

,
Yoon Kehnay Ko Hum Barday Khush Mizaaj

Yoon kehnay ko hum barday khush mizaaj hain Muhsin
Rula deti hay kisi kay piyar ki hasrat kabhi kabhi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tvIbxC

Buzdil Hain Wo Loog Jo Muhabbat Nahi Kertay

,

Buzdil hain wo loog jo muhabbat nahi kertay
Bohaut hosla chahyeah berbad honay kay liyay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tAfcbM

Muhabbat Jeet Jay Gi Agar Tum Maan Jao Tu

,
Muhabbat Jeet Jay Gi Agar Tum Maan Jao Tu

Muhabbat jeet jay gi agar tum maan jao tu
Meray dil main tumheen tum ho agar tum jao tu


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2yAB4d9

Woh Meri Zaat Ki Sub Say Bardi Tamanna Thi

,
Woh Meri Zaat Ki Sub Say Bardi Tamanna Thi

Woh meri zaat ki sub say bardi tamanna thi
Kaash woh mera hota meray naam ki tarah


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tzhesH

Saturday, 23 June 2018

Mana Ke Tujh Se Dooriyan Kuch Ziyada

,
Mana Ke Tujh Se Dooriyan Kuch Ziyada

Mana ke tujh se dooriyan kuch ziyada he bardh gyeen
Per teray hissay ka waqt aaj bhi tanha guzarta hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2IlpDFv

Luta Ker Her Cheez Manzil-E-Ishq Ki Talaash Main

,
Luta Ker Her Cheez Manzil-E-Ishq Ki Talaash Main

Luta ker her cheez manzil-e-ishq ki talaash main
Main huns perdta hoon khud ko nakaam daikh ker


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2MO8B6u

Main Tumhain Chaand Kahoon Ye Mumkin

,
Main Tumhain Chaand Kahoon Ye Mumkin

Main tumhain chaand kahoon ye mumkin tu hay magar
Loog tumhain raat bhar daikhain ye mujhay gawarah nahi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2K2hSu0

Bohat Rooka Dil Ko Magar Kahan Tuk Rookta

,
Bohat Rooka Dil Ko Magar Kahan Tuk Rookta

Bohat rooka dil ko magar kahan tuk rookta
Muhabbat bardhti gayee tumharay nakhroon ki tarah


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2yAzp7h

Friday, 22 June 2018

Muhabbat Kabhi Khatum Nahi Hoti Sirf Bardhti Hay

,
Muhabbat Kabhi Khatum Nahi Hoti Sirf Bardhti Hay

Muhabbat kabhi khatum nahi hoti sirf bardhti hay
Ya tu sukoon ban ker ya phir dard ban ker


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2lsWcZ6

Ye Tum Ko Weham Hay Ke Aghaz-E-Guftagoo

,
Ye Tum Ko Weham Hay Ke Aghaz-E-Guftagoo

Ye tum ko weham hay ke aghaz-e-guftagoo hum kerain gay Wasi
Hum jo khud sy rooth jain tu sadiyoon khamoosh rehtay hain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tvNs8g

Yun Bhi Tu Raaz Khul He Jayga Ik Din

,
Yun Bhi Tu Raaz Khul He Jayga Ik Din

Yun bhi tu raaz khul he jayga ik din humari muhabbat ka
Mehfil main jo hum ko chord ker sub ko salam kertay ho


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2MONyB0

Meri To Khair Magar Tera Dukh Ziyada Hay

,
Meri To Khair Magar Tera Dukh Ziyada Hay

Meri to khair magar tera dukh ziyada hay
Ke jis ko tu ne gawaya hay, chahta tha tujhay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tu660d

Thursday, 21 June 2018

Nazar Andaaz Kernay Walay, Teri Koi Khata Nahi

,
Nazar Andaaz Kernay Walay, Teri Koi Khata Nahi

Nazar andaaz kernay walay, teri koi khata nahi
Muhabbat kia hoti hay, shayed tujhay pata nahi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2K86zwu

Arzoo Yehi Hay Teray Saath Daikhoon

,
Arzoo Yehi Hay Teray Saath Daikhoon

Arzoo yehi hay teray saath daikhoon
Dunya ki nematain aur jannat ki rehmatain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tse0Hw

Tujh Ko Chahoon Andaaz Badal Badal Ker

,
Tujh Ko Chahoon Andaaz Badal Badal Ker

Tujh ko chahoon andaaz badal badal ker
Meri zindagi ka akloota ishq hay tu


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2lkSqkC

Mujh Ko Chahtay Agar Tu Paa Laytay Tum

,
Mujh Ko Chahtay Agar Tu Paa Laytay Tum

Mujh ko chahtay agar tu paa laytay tum
Mujh ko her rooz parakh ker ganwaya tum ne


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tscftU

Wednesday, 20 June 2018

Paon Phelae Tu Phir Daikhi Nahi Chadar Hum Ne

,

Paon phelae tu phir daikhi nahi chadar hum ne
Tujh ko chaha tu phir auqaat se bardh ker chaha


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tphTx3

Tujh Ko Jana Ha Tu Jaldi Se Chala Ja Warna

,

Tujh ko jana ha tu jaldi se chala ja warna
Ashak niklain gay tu donon ko nadamat ho gi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tscd5w

Jo Dil Ke Aainay Main Ho Wohi Hay Piyar

,

Jo dil ke aainay main ho wohi hay piyar ke qabil
Warna deedar ke qabil tu her tasweer howa kerti hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2M3fcJ9

Harf Ghalat Nah Tha, Mujhe Smjha Gaya Ghalat

,
 Harf Ghalat Nah Tha, Mujhe Smjha Gaya Ghalat
Harf ghalat nah tha, mujhe smjha gaya ghalat
Likha gaya ghalat, kabhi bola gaya ghalat
Mein bhi ghalat nah tha meri baatein ghalat nah theen
Mujh ko, mere kalaam ko jancha gaya ghalat
Maizaan theek tha, plrhe durust thay
Lekin yeh kon daikhta hai ke tola gaya ghalat
Mujh mein nahi thay aib, kasoti mein aib thay
Mera tha yeh qasoor ke parakhaa gaya ghalat


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2to3CQX

Tuesday, 19 June 2018

Ye Eid Bhi Guzar Gyee Hay Aakhir

,
Ye Eid Bhi Guzar Gyee Hay Aakhir

Ye Eid bhi guzar gyee hay aakhir!
Magar un jinaab ki khabar tuk nahi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tlbQcz

Guzar Gayi Ye Eid Bhi Gham-E-Zindagi Ki Tarhaa,

,
Guzar Gayi Ye Eid Bhi Gham-E-Zindagi Ki Tarhaa,

Guzar gayi ye Eid bhi gham-e-zindagi ki tarhaa,
Hota jo koi apni apna to ham bhi khushyaan manatey. .


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2ta0Bo4

Waqt Tera Bhi, Waqt Mera Bhi Guzar Giya

,
Waqt Tera Bhi, Waqt Mera Bhi Guzar Giya

Waqt tera bhi, waqt mera bhi guzar giya
Bus kisi ki Eid guzri koi Eid per guzar giya


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2lhr4fd

Jis K Bagair Sham Guzri Na Thi Kabhi..

,
Jis K Bagair Sham Guzri Na Thi Kabhi..

Jis K Bagair Sham Guzri na thi kabhi.. 
Us K Bagair Eid Guzar gayi !!


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2liP95i

Sunday, 17 June 2018

Mehak Uthi Hay Faza Peer Hun Ki Khushboo Se

,

 Mehak uthi hay faza peer hun ki khushboo se
Chaman diloon ko khilanay ko Eid ayee hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tcSeaJ

Eid Pe Sub Kuch Hoga, Sub Loog Hongay....

,
Eid Pe Sub Kuch Hoga, Sub Loog Hongay....

Eid pe sub kuch hoga, sub loog hongay....
Lakin kahan se dhoond ke laoon wo bichrday howay loog?


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2tlWFjJ
 

usa blog Copyright © 2011 | Template design by O Pregador | Powered by Blogger Templates