Powered by Blogger.
Postagens populares
-
Mana ke teri deed ke qabil nahi hoon main Tu mera shauk daikh, mera intizaar daikh from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, ...
-
Log pouchte hain tum kuch badal gaye ho Btao totay howe patte ab rang bhi na badle from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, ...
-
Batao yaad hai tumko ? Wo jab kahte they ki tum Sirf mere ho ! Submitted By: Ameen Sheikh from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu...
-
Jaagna aur jagaa ke so jana, Raat ko din bana ke so jana, Text karna tamaam raat us ko, Ungliyon ko dabaa ke so jana, Aaj phir dai...
-
Ik hunar hai jo kar gaya hoon main, Sab ke dil se utar gaya hoon main, Kese apni hansi ko zabt karoon, Sun raha hoon ke ghar gaya ho...
-
Do din ki yari hum ko nahi qabool Nafrat kero ya mohabbat hushar tuk kero from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam htt...
-
Ye sooch ker palkon main chupa laita hon aansu Gir ker ye meri aankh se be ghar na ho jay from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, G...
-
Hijr ki shab main qaid kare ya subh -e-visal main rakhe, Acha maula teri marzi tu jis haal main rakhe, Khel yeh kesa khel rahi hai ...
-
Nahi choor sakte hum doosron ke haath main tum ko Laut aao ke hum abhi tuk tumharay hain from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Gh...
-
Tootay howay kaanch ki tarah chakna choor hogiya Kisi ko lag na jaoon isi liyay sub se door hogiya from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry ...
Seguidores
Saturday, 30 November 2019
Friday, 29 November 2019
Thursday, 28 November 2019
Wednesday, 27 November 2019
Tuesday, 26 November 2019
Monday, 25 November 2019
Sunday, 24 November 2019
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Posted by
Hammad
,
at
05:55
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye..
Husn Ka Inteqaal Ho Jaye..
Is Tarah Se Na Dekh Tu Mujh Ko..
Mera Jeena Muhaal Ho Jaye..
Sochta Hu Me Jo Har Ek Lamha..
Kaash Tera Khyaal Ho Jaye..
Tere Aane Ki Khabar Sunte Hi..
Shahr-E-Dil Me Dhamaal Ho Jaye..
Dekh Kar Hasna Yun Diwaane Ko..
Shayad Tera Ye Haal Ho Jaye..
Dhundta Me Phiru Jise Sameer..
Koi To Ek Sawaal Ho Jaye..!!!
Submited By: Shaikh Sameer
from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/35xmTRo
Saturday, 23 November 2019
Subscribe to:
Posts (Atom)