Friday, 27 December 2019

Kya aese kam-sukhan se koi guftgu kare..

,

Kya aese kam-sukhann se koi guftgu kare,
Jo mustaqil sakoot se dil ko lahuu kare,

Ab to humen bhi tark-e-marasim ka dukh nahin,
Par dil yeh chahta hai ke aghaaz tu kare,

Tere baghair bhi to ghaneemat hai zindagi,
Khud ko ganwa ke kaun teri justuju kare,

Ab to yeh arzuu hai ke woh zakham khaiye,
Ta-zindagii yeh dil na koi arzuu kare,

Tujh ko bhula ke dil hai woh sharminda-e-nazar,
Ab koi hadsa hi tere rubaru kare,

Chup-chaap apni aag main jalte raho faraz,
Duniya to arz-e-haal se be-abruu kare..

The post Kya aese kam-sukhan se koi guftgu kare.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2QhU5X6

Thursday, 5 December 2019

Phir Kahin Bhi Panah Nahi Milti

,
Phir Kahin Bhi Panah Nahi Milti

Phir kahin bhi panah nahi milti
Mohabbat jub be panah ho jaay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2sIIAzV

Aa Daikh Meri Aankh Ke Bheegay Howe Mausam

,
Aa Daikh Meri Aankh Ke Bheegay Howe Mausam

Aa daikh meri aankh ke bheegay howe mausam
Ye kis ne keh diya ke tujhay bhool gyee hum!


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2RnIzeY

Daikh Is Baraf Ne Kiya Aag Laga Rakhi Hay

,
Daikh Is Baraf Ne Kiya Aag Laga Rakhi Hay

Daikh is baraf ne kiya aag laga rakhi hay
Aadhi dunya pagal, aadhi shaair bana rakhi hay!



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2OQmB2O

Wednesday, 4 December 2019

Shaam Hotay Hi Charaagon Ko Bujha Daita Hoon

,
Shaam Hotay Hi Charaagon Ko Bujha Daita Hoon

Shaam hotay hi charaagon ko bujha daita hoon
Dil hi kaafi hay teri yaad main jalne ke liyay



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2DLKjXx

Tumhara Dabdaba Loogon Yahan Sirf Zindagi Tuk Hay

,
Tumhara Dabdaba Loogon Yahan Sirf Zindagi Tuk Hay

Tumhara dabdaba loogon yahan sirf zindagi tuk hay
Kisi ki qabar ke andar zameendaari nahi chalti!


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/34OZN8V

Mana Ke Raat Bohat Ho Chuki, Sonay Ka Waqt Hy

,
Mana Ke Raat Bohat Ho Chuki, Sonay Ka Waqt Hy

Mana ke raat bohat ho chuki, sonay ka waqt hy
Per kiya keroon qalam se utarne ko khialaat baaqi hain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Rq0mCe

Tuesday, 3 December 2019

Is Se Humara No Phir Kabhi Rabta Hoga

,
Is Se Humara No Phir Kabhi Rabta Hoga

Is se humara no phir kabhi rabta hoga
Gr hoga to beech zameen-o-aasman ka faasla hoga


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2qfdijk

Sabar Kerne Pe Aoon To Mur Ker Bhi Na Daikhon

,
Sabar Kerne Pe Aoon To Mur Ker Bhi Na Daikhon

Sabar kerne pe aoon to mur ker bhi na daikhon
Tum ne daikha hi nahi abhi mera pathar hona!


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2rQPgLQ

Na Janay Kis Liyay Umeedwar Baitha Hon

,
Na Janay Kis Liyay Umeedwar Baitha Hon

Na janay kis liyay umeedwar baitha hon
Ik aisi rah pe jo teri rah guzar bhi nahi!


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2RieLjZ

Monday, 2 December 2019

Mujhay Kaha Giya Tha Mehnat Kerna

,
Mujhay Kaha Giya Tha Mehnat Kerna

Mujhay kaha giya tha mehnat kerna
Afsoos!  main ne nukta gira ker mohabbat kerli


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2P7xKef

Sunday, 1 December 2019

Meri Tabahiyon Main Tera Haath Hay

,
Meri Tabahiyon Main Tera Haath Hay

Meri tabahiyon main tera haath hay
Lakin hum sub se keh rahay hain muqaddar ki baat hay!


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Lefhvt

Ye Jo Doobi Hain Meri Aankhain Ashkon Ke Darya Main

,
Ye Jo Doobi Hain Meri Aankhain Ashkon Ke Darya Main

Ye jo doobi hain meri aankhain ashkon ke darya main
Ye matti ke insaano per bharosay ki saza hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/34DjDUL

Tujhse Moo Kis Tarah Modta..

,
Tujhse Moo Kis Tarah Modta..

Tujhse Moo Kis Tarah Modta..
Pyaar Tera Meri Aur Tha..

Gair Samjha Mujhe Umr Bhar..
Uska Bhi Ek Ajab Daur Tha..

Tujh Ko De Kar Ke Khushiya Sabhi..
Gham Ki Chadar Ko Me Audta..

Ho Na Jaye Kahi Be-Rukhi..
Kis Tarah Me Zuba Kholta..

Teri Yaade Hai Is Shahr Me..
Ye Shahr Kaise Me Chodta..

Dekha Sameer Ne Raat Bhar..
Wo Meri Basti Ka Chor Tha..

Submitted By: Shaikh Sameer


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2R8ubYc

Saturday, 30 November 2019

Tootay Howay Kaanch Ki Tarah Chakna Choor Hogiya

,
Tootay Howay Kaanch Ki Tarah Chakna Choor Hogiya


Tootay howay kaanch ki tarah chakna choor hogiya
Kisi ko lag na jaoon isi liyay sub se door hogiya


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2DxHWri

Kahan Se Layin Her Roz Ik Niya Dil

,
Kahan Se Layin Her Roz Ik Niya Dil

Kahan se layin her roz ik niya dil
Tordnay waloon nay to tamasha bana rakha hay



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2sqN1PK

Friday, 29 November 2019

Is Daur Ke Insanoon Main Wafa Dhoond Rahay Ho

,
Is Daur Ke Insanoon Main Wafa Dhoond Rahay Ho

Is daur ke insanoon main wafa dhoond rahay ho
Baray nadaan ho zehar ki sheshe main dawa dhoond rahay ho


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2QYhC1v

Thursday, 28 November 2019

Nazar Kha Gyee Hum Dono Ki Mohabbat Ko

,
Nazar Kha Gyee Hum Dono Ki Mohabbat Ko

Nazar kha gyee hum dono ki mohabbat ko
Roz baat kernay walay ab khamoosh rehtay hain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2ONC6qM

Thori Si Mohabbat To Usay Bhi Hogi Mujh Se

,
Thori Si Mohabbat To Usay Bhi Hogi Mujh Se

Thori si mohabbat to usay bhi hogi mujh se
Itna waqt sirf dil toornay ke liyay koon berbaad kerta hay!


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2OVj95w

Dil Ko Isi Guman Main Rakha Hay Umar Bhar...

,
Dil Ko Isi Guman Main Rakha Hay Umar Bhar...

Dil ko isi guman main rakha hay umar bhar...
Is imtihan ke baad aur koi imtihan nahi...!


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Ou3cEL

Wednesday, 27 November 2019

Bohat Mash-Hoor THEEN Kahaniyan Meri Ana Ki

,
Bohat Mash-Hoor THEEN Kahaniyan Meri Ana Ki

Bohat mash-hoor theen kahaniyan meri ana ki
Bus phir--!! tujh se mohabbat ho gyee


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2sfXD3Q

Mohabbat Hoti To Sanbhal Layta Kisi Tareeqay

,
Mohabbat Hoti To Sanbhal Layta Kisi Tareeqay

Mohabbat hoti to sanbhal layta kisi tareeqay
Ishq tha wo mera is liyay wjood kha giya mera


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2QWbOFK

Tuesday, 26 November 2019

Manzil Ki Inteha To Koi Batae Aye Faiyaz

,
Manzil Ki Inteha To Koi Batae Aye Faiyaz


Manzil ki inteha to koi batae aye faiyaz
Chala ja raha hu aur hasraten badhti ja rhi hain

Submitted By: Faiyaz Ahmed khan


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/35tq5h8

Monday, 25 November 2019

Ae Mohabbat Apni Swari Se Utar De Mujhe

,
Ae Mohabbat Apni Swari Se Utar De Mujhe


Ae mohabbat apni swari se utar de mujhe
Bohat thak gaya hon tere sath chalte chalte

Submitted By: Aun Shahzad


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/34njmVI

Zakham-E-Ishq Ki Taab Na La Sakay

,
Zakham-E-Ishq Ki Taab Na La Sakay

Zakham-e-ishq ki taab na la sakay
Hum ne jaan ganwa di jang-e-mohabbat main

Submitted By: Ali Bhatti


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KOm1QA

Sunday, 24 November 2019

Teri Ik Nazar Mujhay Eid Si

,
Teri Ik Nazar Mujhay Eid Si

Teri ik nazar mujhay eid si
Teri be rukhi gham-e-kerbala

Submitted By: srmd buzdar


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2qHoIww

Abhi Tuk Yaad Ker Rahay Ho, Pagal Ho Tum Qasam Se

,
Abhi Tuk Yaad Ker Rahay Ho, Pagal Ho Tum Qasam Se

Abhi tuk yaad ker rahay ho, pagal ho tum qasam se
Us ne to teray baad bhi, hazaroon bhula diyay



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2QNoTRI

Kub Ka Chor Diya Hum Ne Logon Per Yaqeen Kerna

,
Kub Ka Chor Diya Hum Ne Logon Per Yaqeen Kerna

Kub ka chor diya hum ne logon per yaqeen kerna
Mohabbat se jo bhi mila berbaad ker giya



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2QIVhVv

Shiddat-E-Ishq Khair Ho Teri

,
Shiddat-E-Ishq Khair Ho Teri

Shiddat-e-ishq khair ho teri
Kaisay alam main laa ke chor diya



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2qwJCP1

Koi Aisa Kamaal Ho Jaye

,
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye

Koi Aisa Kamaal Ho Jaye..
Husn Ka Inteqaal Ho Jaye..

Is Tarah Se Na Dekh Tu Mujh Ko..
Mera Jeena Muhaal Ho Jaye..

Sochta Hu Me Jo Har Ek Lamha..
Kaash Tera Khyaal Ho Jaye..

Tere Aane Ki Khabar Sunte Hi..
Shahr-E-Dil Me Dhamaal Ho Jaye..

Dekh Kar Hasna Yun Diwaane Ko..
Shayad Tera Ye Haal Ho Jaye..

Dhundta Me Phiru Jise Sameer..
Koi To Ek Sawaal Ho Jaye..!!!

Submited By: Shaikh Sameer


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/35xmTRo

Saturday, 23 November 2019

Meray Hum-Dard Na Bano

,
Meray Hum-Dard Na Bano

Meray hum-dard na bano
Dard se mer jao gay



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KMWozH

Nazar Chura Ke Kaha Bus Yehi Muqaddar Tha

,
Nazar Chura Ke Kaha Bus Yehi Muqaddar Tha

Nazar chura ke kaha bus yehi muqaddar tha
Bicharne walay ne mulba Khuda per daal diya



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2DgjQRv

Hay Koi Jinaza Perhnay Wala

,
Hay koi jinaza perhnay wala

Hay koi jinaza perhnay wala
Main dil ko maar baitha hoon



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2DbMvHC

Bana Lo Usay Apna Jo Tumhain Dil Say Chahta Ho

,
Bana Lo Usay Apna Jo Tumhain Dil Say Chahta Ho

Bana lo usay apna jo tumhain dil say chahta ho
Khuda ki qasam chahnay walay bari mushkil say miltay hain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2ODxu6F

Wednesday, 16 October 2019

Na jee bhar ke dekha na kuch baat ki..

,

Na jee bhar ke dekha na kuch baat ki,
BaRri aarzu thi mulaqat ki..

The post Na jee bhar ke dekha na kuch baat ki.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2oCvtyP

Wednesday, 9 October 2019

BaRre tahammul se rafta rafta nikalna hai..

,

BaRre tahammul se rafta rafta nikalna hai,
Bacha hai jo tujh main mera hissa nikalna hai,

Yeh ruuh barson se dafan hai tum madad karo ge ?
Badan ke malbe se is ko zinda nikalna hai,

Nazar main rakhna kahin koi ghamm-shanaas gahak,
Mujhe sukhan bechna hai, kharcha nikalna hai,

Nikaal laya hoon ek pinjre se ik parinda,
Ab is parinde ke dil se pinjra nikalna hai,

Yeh tees barson se kuch baras peeche chal rahi hai,
Mujhe ghaRri ka kharab purza nikalna hai,

Khayal hai khandan ko ittilaa de doon,
Jo katt gaya us shajar ka shajra nikalna hai,

Main aik kirdar se baRra tang hoon qalamkaar,
Mujhe kahani main Ddaal ghussa nikalna hai..

The post BaRre tahammul se rafta rafta nikalna hai.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/30VFrZb

Tuesday, 8 October 2019

Zindagi kum paRrhe pardesi ka khat hai..

,

Zindagi kum paRrhe pardesi ka khat hai ibrat,
Yeh kisi tarah paRrha jaye na samjha jaye..

The post Zindagi kum paRrhe pardesi ka khat hai.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2B135sp

Sar se paa tak woh gulabon ka shajar lagta hai..

,

Sar se paa tak woh gulabon ka shajar lagta hai,
Ba-wuzu ho ke bhi chhute huye Ddar lagta hai,

Main tere sath sitaron se guzar sakta hoon,
Kitna asaan mohabbat ka safar lagta hai,

Mujh main rehta hai koi dushman-e-jaani mera,
Khud se tanhai main milte huye Ddar lagta hai,

But bhi rakhe hain namazen bhi adaa hoti hain,
Dil mera dil nahin Allah ka ghar lagta hai,

Zindagi tu ne mujhe qabr se kam di hai zameen,
Paaon phailaaun to deewar main sar lagta hai..

The post Sar se paa tak woh gulabon ka shajar lagta hai.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2VnOzV6

Monday, 7 October 2019

Wo bachpan tha jab sham bhi hua karti thi

,
Wo bachpan tha jab sham bhi hua karti thi
Ab to subha ke bad sidhi raat ho jati ha


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/31QTDDU

Hum kya kahen ehbaab kya kaar-e-numayaan kar gaye..

,

Hum kya kahen ehbaab kya kaar numayaan kar gaye,
BA huye, naukar huye, pension mili phir mar gaye..

The post Hum kya kahen ehbaab kya kaar-e-numayaan kar gaye.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2Vmh7hZ

Ae shamaa tujh pe yeh raat bhaari hai jis tarah..

,

Ae shamaa tujh pe yeh raat bhaari hai jis tarah,
Maine tamaam raat guzaari hai iss tarah..

The post Ae shamaa tujh pe yeh raat bhaari hai jis tarah.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2IunVVo

Sunday, 6 October 2019

Rasta sochte rehne se kidhar banta hai..

,

Rasta sochte rehne se kidhar banta hai,
Sar main saudaa ho to deewar main dar banta hai..

The post Rasta sochte rehne se kidhar banta hai.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/30RzvQE

Tuesday, 1 October 2019

Jaagna aur jagaa ke so jana..

,

Jaagna aur jagaa ke so jana,
Raat ko din bana ke so jana,

Text karna tamaam raat us ko,
Ungliyon ko dabaa ke so jana,

Aaj phir dair se ghar aya hoon,
Aaj phir muu bana ke so jana..

The post Jaagna aur jagaa ke so jana.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2ob5Fcs

Wohi charaagh bujha jis ki lau qayamat thi..

,

Wohi charaagh bujha jis ki lau qayamat thi,
Ussi pe zarb paRri jis jo shajar purana tha..

The post Wohi charaagh bujha jis ki lau qayamat thi.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2nmi0KB

Monday, 30 September 2019

Sab log jidhar woh hain udhar dekh rahe hain..

,

Sab log jidhar woh hain udhar dekh rahe hain,
Hum dekhne walon ki nazar dekh rahe hain..

The post Sab log jidhar woh hain udhar dekh rahe hain.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2nY61CU

Sunday, 29 September 2019

Qadam mila ke zamane ke sath chal na sake..

,

Qadam mila ke zamane ke sath chal na sake,
Bohat sambhal ke chale hum magar sambhal na sake..

The post Qadam mila ke zamane ke sath chal na sake.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2mCh84r

Thursday, 26 September 2019

Wafa ke zikr chiRra tha ke raat beet gayi..

,

Wafa ke zikr chiRra tha ke raat beet gayi,
Abhi to rang jamma tha ke raat beet gayi,

Yahan to charon taraf ab talak andhera hai,
Kisi ne mujhe se kaha tha ke raat beet gayi,

Main raat zeest ka qissa sunane beth gaya,
Abhi shuru kiya tha ke raat beet gayi,

Uthe thay hath dua ke liye ke raat kaTte.
Dua main aesa bhi kya tha ke raat beet gayi,

Khushi zaroor thi taimur din nikalne ki,
Magar yeh gham bhi siwa tha ke raat beet gayi..

The post Wafa ke zikr chiRra tha ke raat beet gayi.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2lUaZQA

Wednesday, 25 September 2019

Gilaa bhi tujh se bohat hai magar mohabbat bhi..

,

Gilaa bhi tujh se bohat hai magar mohabbat bhi..
Woh baat apni jagah hai, yeh baat apni jagah..

The post Gilaa bhi tujh se bohat hai magar mohabbat bhi.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2kZSN7D

Monday, 23 September 2019

Neni ne choRr dala hai shab bhar ko jaagna.

,

Neni ne choRr dala hai shab bhar ko jaagna,
Raaton ko jaagne se badalte nahi hain din.

The post Neni ne choRr dala hai shab bhar ko jaagna. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2l49qz5

Ab dil bujha bujha hai mujhe maar dijiye..

,

Ab dil bujha bujha hai mujhe maar dijiye,
Jeene main kya rakha hai mujhe maar dijiye,

Dil ke maraz ka ab nahin duniya main kuch ilaaj,
Yeh ishq-e-la-davaa hai mujhe maar dijiye,

Main be-gunaah hoon to phir yehi hai meri saza,
Yeh faisla hua hai mujhe maar dijiye,

Darta hoon aayine ko lagane se hath main,
Kehta yeh aayina hai mujhe maar dijiye,

Main hoon wafa-shiar yahan jee ke kya karoon,
Yeh daur-e-bewafa hai mujhe maar dijiye,

Tanhayion ki qaid se ghabra ke aik shakhs,
Awaz de raha hai mujhe maar dijiye,

Ek baat josh josh main sach keh gaya hoon main,
Tum ko bura laga hai maar dijiye mujhe,

Tanhayi meri us se bhi dekhi nahin gayi,
Us ne bhi yeh kaha hai maar dijiye mujhe,

Rashk-e-chaman bana hai yeh arpit mera wajood,
Khushbu ko chhu liya hai mujhe maar dijiye..

The post Ab dil bujha bujha hai mujhe maar dijiye.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2kSH9M1

Tuesday, 30 July 2019

Milan Ki Saat Ko Is Tarah Se Amar Kiya Hai

,

Milan Ki Saat Ko Is Tarah Se Amar Kiya Hai – Aanis Moeen Ghazal Milan ki saat ko is tarah se amar kiya hai tumhari yaadon ke saath tanha safar kiya hai .! Suna hai us rut ko dekh kar tum bhi ro pade the suna hai baarish ne pattharon par asar kiya hai .! ... Read moreMilan Ki Saat Ko Is Tarah Se Amar Kiya Hai

The post Milan Ki Saat Ko Is Tarah Se Amar Kiya Hai appeared first on Poetry One- All in One Best Poetry in Urdu, Hindi, English World.



from Poetry One- All in One Best Poetry in Urdu, Hindi, English World https://ift.tt/333n4DS

Thursday, 25 April 2019

Aarzu hai ke tu yahan aye..

,

Aarzu hai ke tu yahan aye,
Aur phir umar bhar na jaye kahin..

The post Aarzu hai ke tu yahan aye.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com http://bit.ly/2UzCBpz

Wednesday, 24 April 2019

Kisi faqeer ko dene main mat kammi keejiye..

,

Kisi faqeer ko dene main mat kammi keejiye.
Woh kaam aye ga jo kuch liya diya ho ga..

The post Kisi faqeer ko dene main mat kammi keejiye.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com http://bit.ly/2GIPicP

Saturday, 20 April 2019

Anhoni kuch zaroor hui aj dil ke sath..

,

Anhoni kuch zaroor hui aj dil ke sath,
Nadaan tha magar yeh deewana kabhi na tha..

The post Anhoni kuch zaroor hui aj dil ke sath.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com http://bit.ly/2GxUS2J

Friday, 12 April 2019

Yeh mohabbat ki kahani nahin marti lekin..

,

Yeh mohabbat ki kahani nahin marti lekin,
Log kirdar nibhate huye mar jate hain..

The post Yeh mohabbat ki kahani nahin marti lekin.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com http://bit.ly/2Z7BqB1

Saturday, 6 April 2019

Shadeed pyas thi phir bhi chua na paani ko..

,

Shadeed pyas thi phir bhi chua na pani ko,
Main dekhta raha darya teri rawani ko..

The post Shadeed pyas thi phir bhi chua na paani ko.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com http://bit.ly/2G7h4k9

Doob jaon, ke ubhar aon, ke darya ho jaon..

,

Doob jaon, ke ubhar aon, ke darya ho jaon,
Aik main, kayi imkaan hain, kya kya ho jaon,

Ab ke bichRre hain to bas jaan pe ban ayi hai,
Ab ke main khud ko bachaa loon to karishma ho jaon,

Koi din tu mujhe dikh jaye kahin aik jhalak,
Koi shab toot ke ro loon to main acha ho jaon,

Aik hawas hi hai jis ne mujhe bachaa rakha hai,
Warna insan se kab ka main farishta ho jaon,

Yun to yeh sara zamana hi tamashai hai,
Tu agar dekhne aye to tamasha ho jaon..

The post Doob jaon, ke ubhar aon, ke darya ho jaon.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com http://bit.ly/2IheRnG

Gham ko inam-e-wafa bhi to nahin keh sakte..

,

Gham ko inam-e-wafa bhi to nahin keh sakte,
Hum mohabbat ko khataa bhi to nahin keh sakte,

Yehi keh dete hain ab tujh se bichaRr kar khush hain,
Aur kuch is ke siwa bhi to nahin keh sakte,

Sari duniya main jo ik shakhss chuna tha, tu tha,
Ab tujhe khud hi bura bhi to nahin keh sakte..

The post Gham ko inam-e-wafa bhi to nahin keh sakte.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com http://bit.ly/2G7h2Zz

Teergi main subh ki tanveer ban jayen ge hum..

,

Teergi main subh ki tanveer ban jayen ge hum,
Khawb tum dekho ge aur tabeer ban jayen ge hum,

Ab ke yeh socha hai gar azaad tum ne kar diya,
Khud hi apne paaon ki zanjeer ban jayen ge hum,

Aansuon se likh rahe hain bebasi ki dastan,
Lag raha hai dard ki tasveer ban jayen ge hum,

Likh na paye jo kisi ki neem-baaz ankhon ka raaz,
Woh yeh vaada kar rahe hain, meer ban jayen ge hum,

Gar yun hi baRrhta raha shughal-e-mai-kashi,
Ek din is mai-kade ke peer ban jayen ge hum,

Us ne bhi auron ke jaise kiya hum se salook,
Jo yeh kehta tha teri taqdeer ban jayen ge hum..

The post Teergi main subh ki tanveer ban jayen ge hum.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com http://bit.ly/2ImaDLz

Monday, 1 April 2019

Raaz jo kuch hon, isharon main bata bhi dena..

,

Raaz jo kuch hon, isharon main bata bhi dena,
Hath jab us se milana to dabbaa bhi dena..

The post Raaz jo kuch hon, isharon main bata bhi dena.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2UmjAuv

Sunday, 31 March 2019

Apne hunar ki dhaak bithane main dair ki..

,

Apne hunar ki dhaak bithane main dair ki,
Jo dekhte rahe woh dikhane main dair ki,

Woh bhi qabooliyat ki ghaRri dhoondta raha,
Maine bhi apne hath uthane main dair ki,

Kis ko khabar hai us ki sehar kis jahan main ho,
Jungle main jis ne aag jalane main dair ki,

Mumkin hai ab ki baar woh bach kar na ja saken,
Choron ne mil kar shor machane main dair ki,

Ik baat thi jo waqt pe main keh nahin saka,
Ik khawb tha jo maine sunane main dair ki,

Tamoor main ne us ko gale se laga liya,
Jis ne bhi mujh se hath milane main dair ki..

The post Apne hunar ki dhaak bithane main dair ki.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2YEOXzT

Ameer-e-karvan hai tang hum se..

,

Ameer-e-karvan hai tang hum se,
Hamara rasta sab se alag hai..

The post Ameer-e-karvan hai tang hum se.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2ODrJWm

Tu ne dekha hai kabhi aik nazar shaam ke baad..

,

Tu ne dekha hai kabhi aik nazar shaam ke baad,
Kitne chup chaap se lagte hain shajar shaam ke baad,

Itne chup chaap ke raste bhi rahen la-ilam,
ChoRr jayen ge kisi roz nagar shaam ke baad,

Maine aese hi gunah teri judayi main kiye,
Jaise tufan main koi choRr de ghar shaam ke baad,

Shaam se pehle woh mast apni uRranon main raha,
Jis ke hathon main thay toote huye par sham ke baad,

Raat beeti to gine aabley aur phir socha,
Kaun tha bayes-e-aghaaz-e-safar shaam ke baad,

Tu hai suraj tujhe maloom kahan raat ka dukh,
Tu kisi roz mere ghar main utar shaam ke baad,

Laut aye na kisi roz woh awara mizaaj,
Khol rakhte hain isi aas pe dar shaam ke baad..

The post Tu ne dekha hai kabhi aik nazar shaam ke baad.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2FMvwxv

Tere lagaye huye zakham kyun nahin bharte..

,

Tere lagaye huye zakham kyun nahin bharte,
Mere lagaye huye paiRr sookh jate hain,

Koi tumhara safar par gaya to poochain ge,
Ke rail guzre to hum hath kyun hilate hain..

The post Tere lagaye huye zakham kyun nahin bharte.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2OBQSQZ

Mohabbat ki saza tark-e-mohabbat..

,

Mohabbat ki saza tark-e-mohabbat,
Mohabbat ka yehi inaam bhi hai..

The post Mohabbat ki saza tark-e-mohabbat.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2FMuJN5

Monday, 25 March 2019

Hum hi zarre riswayi ke..

,

Hum hi zarre ruswayi se,
Kya shikwa harjayi se,

Ishq main aakhir haar hui,
Lakh chale danayi se,

Girvida karte hain phool,
Rangon aur ranayi se,

Milte hain anmol ratan,
Sagar ki gehrayi se,

Jhoot ke hol main betha hoon,
Darta hoon sachayi se,

Josh ne seekhi hai parwaz,
Sirf teri angRrayi se..

The post Hum hi zarre riswayi ke.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2U93og8

Milne ki tarah mujh se woh pal bhar nahin milta..

,

Milne ki tarah mujh se woh pal bhar nahin milta,
Dil us se mila jis se muqaddar nahin milta..

The post Milne ki tarah mujh se woh pal bhar nahin milta.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2Jz1m4H

Sunday, 24 March 2019

Ruswa huye, zaleel huye, dar-ba-dar huye..

,

Ruswa huye, zaleel huye, dar-ba-dar huye,
Haq baat lab pe ayi to hum be-hunnar huye..

The post Ruswa huye, zaleel huye, dar-ba-dar huye.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2uv4i85

Thursday, 21 March 2019

Woh kisi ko yaad kar ke muskuraya tha udhar..

,

Woh kisi ko yaad kar ke muskuraya tha udhar,
Aur main nadaan yeh samjha ke woh mera hua..

The post Woh kisi ko yaad kar ke muskuraya tha udhar.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2TsRRnG

Monday, 11 March 2019

Utha laya hoon saare khawb apne..

,

Utha laya hoon saare khawb apne,
Teri yaadon ke boseeda makaan se..

The post Utha laya hoon saare khawb apne.. appeared first on Ranjish.com.



from Ranjish.com https://ift.tt/2J6eO01

Wednesday, 20 February 2019

Abhi Tuk Yaad Ker Rahay Ho Pagal Ho Tum Qasam Se

,
Abhi Tuk Yaad Ker Rahay Ho Pagal Ho Tum Qasam Se

Abhi tuk yaad ker rahay ho pagal ho tum qasam se
Us ne tu teray baad bhi hazaroon bhula diyay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2GTQgV2

Haye Hum Jaiay Bekaar Loog

,
Haye Hum Jaiay Bekaar Loog

Haye!! hum jaisay bekaar loog
Rooth bhi jain to koi mananay nahi ata


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2EiIGlp

Jitna Badal Sakta Tha Badal Liya Khud Ko

,
Jitna Badal Sakta Tha Badal Liya Khud Ko

Jitna badal sakta tha badal liya khud ko
Ab jis ko shikayat hay woh apna raasta badal lay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2SffCin

Kuch Logon Ke Hissay Main Mohabbat Nahi Ati

,
Kuch Logon Ke Hissay Main Mohabbat Nahi Ati

Kuch logon ke hissay main mohabbat nahi ati
Kuch loog yoon hi chup chaap chalay jatay hain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2VcWK5z

Monday, 18 February 2019

Kaash Ke Woh Laut Aye Mujh Se Ye Kehnay

,
Kaash Ke Woh Laut Aye Mujh Se Ye Kehnay

Kaash ke woh laut aye mujh se ye kehnay
Tum koon hotay ho mujh se bichar ne walay?


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam http://bit.ly/2SZPWKW

Yaad Kerkay Abhi Beemar Nay Toorda Hay Dum

,
Yaad Kerkay Abhi Beemar Nay Toorda Hay Dum

Yaad kerkay abhi beemar nay toorda hay dum
Aap aaye to sahi laikin zara dair se


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam http://bit.ly/2EeZJ7V

Misaalain Dain Gay Loog Meri Qismat Ki

,
Misaalain Dain Gay Loog Meri Qismat Ki

Misaalain dain gay loog meri qismat ki
Bus tum ajaoo meri qismat kay hissay main


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam http://bit.ly/2tpZS1X

Kahani Meri Rodad-E-Jahan Maloom Hoti Hay

,
Kahani Meri Rodad-E-Jahan Maloom Hoti Hay

Kahani meri rodad-e-jahan maloom hoti hay
Jo sunta hay usi ki daastan maloom hoti hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam http://bit.ly/2SUw4cc

Sunday, 17 February 2019

Pasand Na Aye Mera Saath Tu Humain Bata Daina

,
Pasand Na Aye Mera Saath Tu Humain Bata Daina

Pasand na aye mera saath tu humain bata daina
Mehsoos bhi na ker pao gay itna door chalay jayin gay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam http://bit.ly/2SVHc8z

Us Nay Waqt Samajh Ker Guzaar Diya Mujhay

,
Us Nay Waqt Samajh Ker Guzaar Diya Mujhay

Us nay waqt samajh ker guzaar diya mujhay
Aur main usay zindagi samajh ker aaj bhi ji raha hon


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam http://bit.ly/2N9yVbQ

Ki Mohabbat Tu Siyasat Ka Chalan Choor Diya

,
Ki Mohabbat Tu Siyasat Ka Chalan Choor Diya

Ki mohabbat tu siyasat ka chalan choor diya
Hum agar ishq na kertay tu hukoomat kertay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam http://bit.ly/2DOJDA9

Such Kaha Tha Ik Faqeer Nay Mujhay

,
Such Kaha Tha Ik Faqeer Nay Mujhay

Such kaha tha ik faqeer nay mujhay
Tujhay yaar tu milay ga, sirf tarpanay kay liyay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam http://bit.ly/2V1wXNx

Saturday, 16 February 2019

Meri Nakamiyon Per Tum Zara Tashweesh

,
Meri Nakamiyon Per Tum Zara Tashweesh Mut Kerna

Meri nakamiyon per tum zara tashweesh mut kerna
Jisay kuch bhi nahi ata, mohabbat us ko ati hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam http://bit.ly/2N88KCg
 

usa blog Copyright © 2011 | Template design by O Pregador | Powered by Blogger Templates