Friday, 30 November 2018

Rootha Howa Hay Mujh Se Is Baat Per Zamana

,
Rootha Howa Hay Mujh Se Is Baat Per Zamana

Rootha howa hay mujh se is baat per zamana
Shaamil nahi hay meri fitrat main sar jhukana




from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2AByQYx

Piyar Ke Do Meethay Bool Se Khareed Lo Mujhko

,
Piyar Ke Do Meethay Bool Se Khareed Lo Mujhko

Piyar ke do meethay bool se khareed lo mujhko
Daulat dikhai tu saray jahan ki kum paray gi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2RobrRG

Mera Kaarnama-E-Zindagi, Meri Hasraton Ke Siwa

,
Mera Kaarnama-E-Zindagi, Meri Hasraton Ke Siwa

Mera kaarnama-e-zindagi, meri hasraton ke siwa kuch bhi nahi
Ye kiya nahi, woh howa nahi, ye mila nahi, woh raha nahi



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2DTdiKo

Be Waqt, Be Waja, Be Hisaab Muskura Deta Hoon

,
Be Waqt, Be Waja, Be Hisaab Muskura Deta Hoon

Be waqt, be waja, be hisaab muskura deta hoon
Aadhay dushmanon ko yonhi hara deta hoon


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2E5T1lt

Thursday, 29 November 2018

Dil Lagata Hoon So Bahanon Se

,
Dil Lagata Hoon So Bahanon Se

Dil lagata hoon so bahanon se
Per ye tere siwa nahi lagta


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2SkOcIh

Sach Ko Tameez He Nahi Baat Kerne Ki

,
Sach Ko Tameez He Nahi Baat Kerne Ki

Sach ko tameez he nahi baat kerne ki
Jhoot ko daikho kitna meetha bolta hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KGg472

Rooh Main....koi Ghum Hay Posheeda

,
Rooh Main....koi Ghum Hay Posheeda

Rooh main....koi ghum hay posheeda
Zindagi.....be sabab udaas hay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2SmdEx7

Ishq Anhoni Shay Hay Sahab

,
Ishq Anhoni Shay Hay Sahab

Ishq anhoni shay hay sahab
Kabhi meri tarah masoom kabhi teri tarah zalim


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2FQIOv1

Wednesday, 28 November 2018

Mere Hareef Ka Sub Kuch Laga Tha Daoo Per

,
Mere Hareef Ka Sub Kuch Laga Tha Daoo Per

Mere hareef ka sub kuch laga tha daoo per
Muqablay main mera haarna zaroori tha


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2TTMC1t

Bare Zoor-O-Shoor Se Chal Raha Hay

,
Bare Zoor-O-Shoor Se Chal Raha Hay

Bare zoor-o-shoor se chal raha hay karobar-e-mohabbat
Kaheen chahtain bik rahi hain kaheen loog badal rahay hain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2AtaP61

Main Adam Zaad Hon Maula

,
Main Adam Zaad Hon Maula

Main adam zaad hon maula tu mujh ko janta to hay
Ke ziyada aazmaish per main jannat haar jaonga



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2zE4VQ3

Zindagi Tere Taqub Main Ye Loog

,
Zindagi Tere Taqub Main Ye Loog

Zindagi tere taqub main ye loog
Itna chalte hain ke mer jatay hain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2AwPnNx

Monday, 26 November 2018

Kiya Bura Hay Ke Main Iqrar-E-Mohabbat Kerlona

,
Kiya Bura Hay Ke Main Iqrar-E-Mohabbat Kerlona

Kiya bura hay ke main iqrar-e-mohabbat kerlon
Loog waise bhi gunahgar samajhte hain mujhay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2AniAdO

Bohat Bheer Thi Unke Dil Main

,
Bohat Bheer Thi Unke Dil Main

Bohat bheer thi unke dil main
Khud na nikalte tu nikaal diyey jatay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2r79Rbc

Dua Kerna Dum Bhi Is Tarah Niklay

,
Dua Kerna Dum Bhi Is Tarah Niklay

Dua kerna dum bhi is tarah niklay
Jis tarah tere dil se hum niklay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2SeMTdT

Sirf Mujhay He Kerna Saray Ka Sara

,
Sirf Mujhay He Kerna Saray Ka Sara

Sirf mujhay he kerna saray ka sara
Ye jo piyar hay tumhara, ye haq hay humara


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2TG1fW6

Sunday, 25 November 2018

Baadshah Thay Hum Apne Mizaaj-E-Masti Ke

,
Baadshah Thay Hum Apne Mizaaj-E-Masti Ke

Baadshah thay hum apne mizaaj-e-masti ke
Ishq ne tere deedar ka faqeer bana diya


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2zqiB0N

Ishq Per Muqadma Kerke Kiya Mil Jay Ga

,
Ishq Per Muqadma Kerke Kiya Mil Jay Ga

Ishq per muqadma kerke kiya mil jay ga
Husn ko pakrye yehi fasaad ki jard hay



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2ztjlSN

Bara He Khamoosh Sa Andaz Hay Tumhara

,
Bara He Khamoosh Sa Andaz Hay Tumhara

Bara he khamoosh sa andaz hay tumhara
Samajh nahi aati fida ho jaon ya fana ho jaon



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2FDkAUY

Tujh Ko Khabar Nahi Magar Aik Baat Sunlo

,
Tujh Ko Khabar Nahi Magar Aik Baat Sunlo

Tujh ko khabar nahi magar aik baat sunlo
Barbaad ker diya tere do din ke ishq ne mujhay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Qh1196

Saturday, 24 November 2018

Teri Talaash Main Mera Wajood Bhi Na Raha

,
Teri Talaash Main Mera Wajood Bhi Na Raha

Teri talaash main mera wajood bhi na raha
Mita gye meri hasti ko aarzo teri
Woh sitara hay chamakne do yonhi aankhon main
Kiya zaroori hay usay jism bana ke daikho
Deewangi nahi tu isay aur kiya kahain
Insaan dhoondte rahay perchaiyon main hum
Na janay woh koon sa badnaseeb lamha tha
Jo unki yaad main mujh ko jala giya chup chaap


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2BwmK4R

Taqdeer Ne Falak Ne Mohabbat Ne Ishq Ne

,
Taqdeer Ne Falak Ne Mohabbat Ne Ishq Ne

Taqdeer ne falak ne mohabbat ne ishq ne
Jis ne bhi chaha mera tamasha bana diya


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2DEBqAh

Aaakhri Bar Milna Hay Us Se Bicharne Ke Liyay

,
Aaakhri Bar Milna Hay Us Se Bicharne Ke Liyay

Aaakhri bar milna hay us se bicharne ke liyay
Soochta hon...mulaqaat maut tuk multawi kerdon


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2r50PM1

Hoti Laakh Ghamon Ki Dawa Neend Bhi Magar

,
Hoti Laakh Ghamon Ki Dawa Neend Bhi Magar

Hoti laakh ghamon ki dawa neend bhi magar
Hote hain aise ghum bhi jo sone nahi daitay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2FzGzfs

Friday, 23 November 2018

Loog Akar Ker Aise Jeete Hain

,

Loog akar ker aise jeete hain
Jaise aab-e-hayat peetay hoon


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2BtDOIK

Filhal, Kisi Ki Talab Nahi

,

Filhal, kisi ki talab nahi
Filhal main apni talash main hon


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2QelVWd

Zindagi Kis Tarah Basar Hogi

,

Zindagi kis tarah basar hogi
Dil nahi lag raha mohabbat main


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Bsjwzl

Hum Agar Tere Khadokhal Banane Lag Jain

,

Hum agar tere khadokhal banane lag jain
Sirf aankhon pe kai aik zamane lag jain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Af7RSC

Thursday, 22 November 2018

Meri Aawaargi Logon, Nahi Be Ja Qasam Le Lo

,
Meri Aawaargi Logon, Nahi Be Ja Qasam Le Lo

Meri aawaargi logon, nahi be ja qasam le lo
Agar tum daikhte usko tu meray hum qadam hote


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Br1Dkk

Woh Apni Zaat Main Kul Kainaat Tha

,
Woh Apni Zaat Main Kul Kainaat Tha

Woh apni zaat main kul kainaat tha
Dunya ke her faraib se milwa diya mujhay


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2KpY3cV

Na Gila Tujh Se Hay Na Khud Se

,
Na Gila Tujh Se Hay Na Khud Se

Na gila tujh se hay na khud se bas thora sa hay ishk se
Nazrain mileen thee meri tujh se beech me aya phir ye khud se

Submitted By: Ashyalnoor



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2PMSCLi

Chale Jain Gay Unqareeb Tujhay Tere Haal Pe

,
Chale Jain Gay Unqareeb Tujhay Tere Haal Pe

Chale jain gay unqareeb tujhay tere haal pe choor ker
Qadar kiya hoti hay ye tujhay waqt sikha de ga


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2R6ua3Z

Tuesday, 20 November 2018

Khuwaab Aankhon Se Gyee Aur Neend Raatoon Se

,
Khuwaab Aankhon Se Gyee Aur Neend Raatoon Se

Khuwaab aankhon se gyee aur neend raatoon se gyee
Woh gye tu yun laga zindagi haathoon se gyee


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2FAuKFR

Ye Bhi Acha Howa Ke Qudrat Ne Rangeen

,
Ye Bhi Acha Howa Ke Qudrat Ne Rangeen

Ye bhi acha howa ke qudrat ne rangeen nahi rakhay aansu
Warna jis ke daaman per girte woh badnaam ho jata


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Acruui

Kahin Tum Bhi Na Ban Jana Mazmoon Kisi

,
Kahin Tum Bhi Na Ban Jana Mazmoon Kisi

Kahin tum bhi na ban jana mazmoon kisi kitaab ka
Loog bare shauq se parhte hain kahaniyan be wafaoon ki


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2DLn3Lv

Mohabbat Bhi Sarkaari Nookri Ki Tarah Hay

,
Mohabbat Bhi Sarkaari Nookri Ki Tarah Hay

Mohabbat bhi sarkaari nookri ki tarah hay
Kumbakhat kisi ghareeb ko milti hi nahi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2S9tM55

Monday, 19 November 2018

Mana Ke Anmool Ho Kasrat-E-Nayaab Bhi Ho Tum

,
Mana Ke Anmool Ho Kasrat-E-Nayaab Bhi Ho Tum

Mana ke anmool ho kasrat-e-nayaab bhi ho tum
Hum bhi woh loog hain jo dehleez per nahi milte


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2A4TbFz

Hum Wohi Hain Bus Zara Thikana Badal Liya Hay

,
Hum Wohi Hain Bus Zara Thikana Badal Liya Hay

Hum wohi hain bus zara thikana badal liya hay
Tere dil se nikal ker ab ooqaat main rehte hain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2OOcBDL

Tajub Hay Teri Gehri Mohabbat Per

,
Tajub Hay Teri Gehri Mohabbat Per

Tajub hay teri gehri mohabbat per
Tu hamari rooh main aur hum tere wehm-wo-guman main bhi nahi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2qRX7VI

Dil Dukhaya Kero Ijaazat Hay

,
Dil Dukhaya Kero Ijaazat Hay

Dil dukhaya kero ijaazat hay
Bhool jane ki baat mut kerna


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2PAbPzD

Friday, 16 November 2018

Na Janay Zamane Waloon Ko Kiya

,
Na Janay Zamane Waloon Ko Kiya

Na janay zamane waloon ko kiya adawat hay hum se?
Ke jis ko hum chahain sub usi ke talabgar ho jatay hain


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2qQ5Nfj

Mujhay Qabool Hay Her Dard Her Takleef

,
Mujhay Qabool Hay Her Dard Her Takleef

Mujhay qabool hay her dard her takleef teri chahat main
Sirf itna bata do kiya tumhain meri mohabbat qabool hay?


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2K7dgjb

Khereed Tu Laina Tha Hum Ne Bhi Mehboob

,
Khereed Tu Laina Tha Hum Ne Bhi Mehboob

Khereed tu laina tha hum ne bhi mehboob apna
Dil tu bara nawaab tha per muqaddar ghareeb nikla


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Q3gtWm

Tujhay Jaan Se Barh Ker Chaha Hay

,
Tujhay Jaan Se Barh Ker Chaha Hay

Tujhay jaan se barh ker chaha hay
Teri aadatain bigar deen hum ne


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2PwrVdn

Thursday, 15 November 2018

Kuch Pal Ka Saath De Ker Tum Ne

,
Kuch Pal Ka Saath De Ker Tum Ne

Kuch pal ka saath de ker tum ne
Pal pal ke liyay be chain ker diya


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2OK5kVN

Daal Ker Intizar Qadmon Me

,
Daal Ker Intizar Qadmon Me

Daal ker intizar qadmon me
Misl-e-tasveer ker giya koi


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2Teaw7C

Laga Ker Ishq Ki Bazi Suna Hay Dil De Baithay Ho

,
Laga Ker Ishq Ki Bazi Suna Hay Dil De Baithay Ho

Laga ker ishq ki bazi suna hay dil de baithay ho
Mohabbat maar dale gi abhi tum phool jaisay ho


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2DCUU9n

Qasoor Nahi Is Main Kuch Bhi Unka

,
Qasoor Nahi Is Main Kuch Bhi Unka

Qasoor nahi is main kuch bhi unka
Humari chahat he itni thi ke unhain ghoroor aa giya


from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2OIE3mr

Monday, 12 November 2018

Woh Sub Ilzam Mere Naam Ker Ke

,
Woh Sub Ilzam Mere Naam Ker Ke

Woh sub ilzam mere naam ker ke
Bicharne ka bahana chahte hain



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2B1hw0x

Kabhi Khood Ko Meri Jaga Rakh

,
Kabhi Khood Ko Meri Jaga Rakh

Kabhi khood ko meri jaga rakh
Tujhy taras na aye to chord jana



from Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam https://ift.tt/2DAfJSD
 

usa blog Copyright © 2011 | Template design by O Pregador | Powered by Blogger Templates